YOU ARE VISITOR NUMBER

Friday, June 17, 2011

EK SAPNA USHE PAANE KA

18.6.11 11.30


ek sapna ushe paane ka in aankhon mein,
who jo sapne mein aaye baar baar,
kyun nhi aaye kabhi mere bahoon mein,

ek lamha pyar ka mere saath gujare woh,
kyun nhi samjhe ki wahi hai mere har rahoon mein,

dil jo dhadke ushke liye bar bar har lamha,
toh fir basati kyun nhi mujhe woh apne katil nigahoon mein,

dil to bachcca hai jo ushe yun hi itna pyar kar baitha,
wahi hai mere jism ko chumti har lahar hawaoon mein,

woh kare ya na kare pyar mujhe koi gum nhi,
par humesha dekhta hun ushe mein apni har duaoon mein....

No comments:

Post a Comment