YOU ARE VISITOR NUMBER

Sunday, May 15, 2011

BEWAFFAAI...


15.5.11

aaj fir aansuoon ko niklne ka bahana mil gaya,

rote rote fir unhe bhulane ka bahana mil gaya,

humare haste hoothoon ne kya bigada tha unka,

jo jate jate unhe bewaffaai ka bahana mil gaya,

jo khila the phool pyar ke...murjha gaya aaj bina pani ke,

phoolon ko bhi aaj bina pani ke mar jane ka bahana mil gaya,

woh hume milane wala bhagwan kahan gaya aaj,

sayad ushe bhi dard dilane ka bahana mil gaya,

rukhe dil se poocho ki rote rote haal kya hua hai humara,

unhe toh ishq mein hume rulakar khud hasne ka bahana mil gaya...



No comments:

Post a Comment