
19.5.11
koi fariyaad hai jo aankhon se bhi na kahi jaye,
dil kaise kahe, dil toh khud bhi na jane ki ishko kaise ishq ho jaye,
rah mein chalte dil ki aahat ajib hai,
khawish hazaroon aur manzil ek ho jaye,
kabhi socha bhi na tha ki zindigi ek pal aise badal jayegi,
aur dil toh patthar si thi, aaj who phool ban jayegi,
dil ke samundar mein khoon toh hai hi nhi aaj,
tum jo chahat bankar nasoon mein chaai ho,
bata bhi do ajj, dil dene aayi ho ya dil churane aayi ho…
No comments:
Post a Comment