
20.4.11
dil mein daba kar rakkhi hai jo baat ushe kaise kaha jaye,
ladki se ek thappad jo khaye toh bheja sir ke bahar latak jaye,
pyar ke lafz bus dhai aakshar ka hai,
par bole toh kahin yeh gore gaal sandal na kha jaye,
bin sanam ke kaise jiya jaye,
par aisa na ho ki woh mujhe apne baap se pitwaye,
yeh sab toh aam hai muhabaat karne wale ladkoon ke liye,
par kya kare jab koi ladki pyar kare aapse aur dusre kisike saath bhaag jaye..!!
No comments:
Post a Comment